अश्आर ~ तान्या सिंह
Posted January 18, 2020
on:Amit yaadein jinhein dekar mujhe humraaz hona hai
Sigaron ki tarah jalkar badan ko khaak hona hai
Hawa, pani munasib hai, kahin marham na lag jaye
Khuda taiyaar baitha hoon abhi fir ghav hona hai
~tanya©
Leave a comment